Add Photo on Happy Sharad Purnima Wishes

Category:
Share Greeting Card

An unique URL to share will be created for you...

Description

  1. Sharad Purnima ke is paavan avar par aao saath mil kar chaand ko pranam karein aur humare Jeevan mein sukh aur shanti ki kamna karein. Mubarak ho aapko Sharad Purnima ka khaas din.
  2. Jis tarah Sharad Purnima ka chand dharti ka har kona jagmaga deta hai, usi tarah aapka Jeevan bhi roshan kar de. Sharad Purnima ki hardik badhai.
  3. Sharad Purnima ka chaand sabse sundar hota hai aur sabse zyada ashirvad deta hai… Asha hai is raat aap par chandrama ka bharpur ashirvad barse… Sharad Purnima ki hardik badhaiyan.
  4. Sharad Purnima ki ratri lekar aati hai apne saath amrit Varsha jo bhar deti hai humare Jeevan ko sukh aur samridhi se… Asha hai ye tyohar aapke Jeevan mein nayi umang lekar aaye.
  5. Ashvin maas ki Purnima ka rang hai nirala… Is din chamke chandrama sabse pyaar… Bikher kar apni chandani de humko wo apna ashirvad… Ye hai kaamna is saal, har saal.
  6. Asha hai ki Sharad Purnima ka utsav bhar de aapke Jeevan mein khushali aur samridhi… Lekar aaye ye din Maa Laxmi ka ashirvad aur pyaar… Bahut bahut shub ho aapke liye ye parv.
  7. Sharad Purnima ki ratri hai sabse sundar kyunki barse hai devtaon ka pyaar aur ashirvad ban kar chandrama ki chandini aur Maa Laxmi ka pyaar… Shubh ho aapke liye Sharad Purnima ka tyohar.
  8. I wish that on the night of Purnima… Goddess Laxmi will come to your house and shower her blessings on your to grow and prosper… Sending you best wishes on Sharad Purnima.
  9. I pray that the occasion of Sharad Purnima brighten you present and future with prosperity and happiness… I wish you a season of celebration and joy… Happy Sharad Purnima to you.
  10. On the occasion of Sharad Purnima, the full moon comes to shower the blessings on us and leave us with a happy and joyous year ahead… May you have a Happy Sharad Purnima.